amit_sahrawat

Member since August 18, 2008

follow this user
  • 12 videos
  • 0 following
  • 0 follower

Recent Activity

Meri zindagi mein aate
Unki zulfein unke chehre se hata sakta nahi
Dil ki betaabi kisi surat chupa sakta nahi
kitni dilkash hain mohabat ki jawaan majbooriya
Saamne manzil hain aur paav badha sakta nahi
Meri zindagi mein aate
To kuch aur baat hoti -2
Meri zindagi mein aate
To kuch aur baat hoti -2
Yeh naseeb jagmagaate
To kuch aur baat hoti-2
(Kai baar mil chuki
Yeh haseen haseen nighaaein) -2
Wohi bekrariya hain
Na mili khushi ki raahein
Mere dil se dil milaate
To kuch aur baat hoti-2
Meri zindagi mein aate
To kuch aur baat hoti
Ghum hain kisi ke pyaar mein
Hmm hm hm hmm hmm hmm
Haan, kya kahaa?
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye ram
Kuchh likhaa?
Haan
Kyaa likhaa?
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Achchhaa, aage kyaa likhoon?
Aage?
Socha hai ek din main usse milke
Keh daalon apne sab haal dil ke
Aur kardoon jeevan uske hawale
Phir chhod de chaahe apna bana le
Main to uska re hua deewana
Ab to jaisa bhi mera ho anjaam
Nadiya se dariya
Nadiya se dariya
dariya se sagar,
Sagar se gahera jaam - 2
Ho ho ho jaam me doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam.
Nadiya se dariya
dariya se sagar,
Sagar se gahera jaam - 2
Ho ho ho jaam me doob gayi yaaron mere jeevan ki har shaam.
(Jo na piye wo kya jaane, pite hain kyun hum deewane yaar aaha,
Jabse humne pina sikha, jeena sikha marna sikha yaar aaha) -2
Ho hum jab yun nashe mein dagmagaane lag gaye,
Ho ho ho dil ki bechani ko aaya thoda sa aaram
Nadiya se dariya
dariya se sagar
Sagar s
Main shayar Badnaam
Main Shayar Badnaam
Main Shayar Badnaam
Ho oo Main Chala, Main Chala,
Mehfil Se Nakam
Ho oo Main Chala, Main Chala,
Main Shayar Badnaam
Mere Ghar Se Tumko, Kuchh Saman Milega,
Deewane Shayar Ka, Ek Diwan Milega,
Aur Ek Cheez Milegi,
Tuta Khali Jam,
Ho oo Main Chala Main Chala
Main Shayar Badnaam
Sholo Pe Chalna Tha
Kaanton Pe Sona Tha
Aur Abhi Jee Bhar Ke Kismat Pe Rona Tha,
Jane Aise Kitne, Baaki Chhod Ke Kaam,
Ho oo Main Chala, Main Chala
Main Shayar Badnaam
Rasta Rok Rahi Hai, Thodi Jaan Hai Baaki,
Jaan
Aane se uske aaye bahaar
(Aane se uske aaye bahaar
Jaane se uske jaaye bahaar
Badi mastani hain meri mehbooba
Meri zindgaani hain meri mehbooba) -2
Gun gunnaye aise
jaise bajte ho ghoonghroo kahi pe
Aake parvato se
Jaise girta ho jharna zameen pe
Jharno ki mauj hain woh,
Maujon ki ravaani hain meri mehbooba mehbooba
Meri zindgaani hain meri mehbooba
Ban sanvar ke nikale
Aaye saavan ka jab jab mahina
Har koi ye samjhe
Hogi vo ko chanchal haseena
Poocho to kaun hain woh,
Rut ye suhaani hain meri mehbooba
Meri zindgaani hain meri mehb
Dhal gaya din ho gayi shaam
(Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain ) -2
Abhi abhi toh aayi ho abhi abhi jana hain
Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
Abhi abhi toh aayi ho abhi abhi jana hain
Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
(Sitam mere dil pe jo dhaya kasam lage usko meri jo jaaye) - 2
Na aaise dekho mujhe na toko zara yeh socho bura zaman hain
Dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
(Gujari kai saath hamne kai raaten na jaane kab khatam hogi teri baaten) - 2
Abhi na jaana koi tarana koi fasan
Tere jaisa yaar kahan
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Ka
Kora kaagaz thha yeh mann mera
Hey Hey Aahaa Hmm Hmm Aahaa Ahaa Haa Haaa Aahaa Umm Hmmm
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera, Mera Mera Mera
Likh Diya Naam Iss Mein Tera, Tera Tera Tera
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Diya Naam Iss Mein Tera
Soona Aangan Tha Jeevan Mera
Bas Gayaa Pyaar Jiss Mein Teraa
(Toot Na Jaaye Sapne Main Darta Hoon
Nis Din Sapnon Mein Dekha Karta Hoon) (2)
Naina Kajaraare Matavaare Yeh Ishaare
Khaali Darpan Tha Yeh Mann Mera
Rach Gayaa Roop Iss Mein Tera
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Liya Naam Iss Pe Teraa
(Chain
Chingaari koi bhadke
chingaari koi bhadke, to saawan use buzaaye
saawan jo agan lagaaye, use kaun buzaaye?
patazad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaaye
jo baag bahaar mein ujade, use kaun khilaaye?
hum se mat poochho kaise, mandir tootaa sapanon kaa
logon kee baat naheen hai, ye kissaa hain apanon kaa
koi dushman thhens lagaaye, to meet jiyaa bahalaaye
manameet jo ghaanw lagaaye, use kaun mitaye?
naa jaane kyaa ho jaataa, jaane hum kyaa kar jaate
peete hain to jindaa hai, naa pite to mar jaate
duniyaa jo pyaasaa rakhe, to ma
Guide - piya tose naina laage re
more about "Guide - piya tose naina laage re", posted with vodpod
Guide