ye intezaar bhi ek imtihaan hotaa hai
isise ishq kaa sholaa jawaan hotaa hai
ye intezaar salaamat ho
hay ye intezaar salaamat ho aur tu aaye
Khudaa kare ke qayaamat ho, aur tu aaye
ham intezaar karengeā¦
bichhaaye shauq se, khud bewafaa ki raahon mein
khade hain deep ki hasrat liye nigaahon mein
qabuul-e-dil ki ibaadat ho
haay qabuul-e-dil ki ibaadat ho aur tu aaye
Khudaa kare ki qayaamat ho, aur tu aaye
ham intezaar karengeā¦
(O) waiting to meet u
yours
Soni
isise ishq kaa sholaa jawaan hotaa hai
ye intezaar salaamat ho
hay ye intezaar salaamat ho aur tu aaye
Khudaa kare ke qayaamat ho, aur tu aaye
ham intezaar karengeā¦
bichhaaye shauq se, khud bewafaa ki raahon mein
khade hain deep ki hasrat liye nigaahon mein
qabuul-e-dil ki ibaadat ho
haay qabuul-e-dil ki ibaadat ho aur tu aaye
Khudaa kare ki qayaamat ho, aur tu aaye
ham intezaar karengeā¦
(O) waiting to meet u
yours
Soni



















