Chingaari koi bhadke
Collected by amit_sahrawat
Added August 23, 2008
chingaari koi bhadke, to saawan use buzaaye
saawan jo agan lagaaye, use kaun buzaaye?
patazad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaaye
jo baag bahaar mein ujade, use kaun khilaaye?
hum se mat poochho kaise, mandir tootaa sapanon kaa
logon kee baat naheen hai, ye kissaa hain apanon kaa
koi dushman ...