ye intezaar bhi ek imtihaan hotaa hai isise ishq kaa sholaa jawaan hotaa hai ye intezaar salaamat ho hay ye intezaar salaamat ho aur tu aaye Khudaa kare ke qayaamat ho, aur tu aaye ham intezaar karenge…
bichhaaye shauq se, khud bewafaa ki raahon mein khade hain deep ki hasrat liye nigaahon mein qabuul-e-dil ki ibaadat ho haay qabuul-e-dil ki ibaadat ho aur tu aaye Khudaa kare ki qayaamat ho, aur tu aaye ham intezaar karenge…