Sant Shri Asaramji Amritvani
AATMASATTA KA BAL
Satsang Ke mukhya Ansh:-
Ved bhagwan kehte hai humari bhumi ka kern kern madhumay ho, humare jal ke bindu bindu madhumay ho, humari vayu ka spand madhumay ho, humari nadiyo main madhumay ho, humari gayo main madhumay ho....
Buddha ke shishyo ne Buddha se kaha sabse thos ye pather ki chattan ho sakti hai isse bhi koi thos ho sakta hai...
is pather ki chattan se lohe ki chattan adhik thos hai ....
lohe se bhi adhik shaktishali agni.....
agni se bhi shaktishali pani....
jal se bhi jayada thos aur adhik shaktishali vayu....
vayu se koi shaktishali hai bhunte bole haan , sankalp.....
jaha se sankalp chala,phala aur mita wo atma dev permatma satta jiske sankalp matra se shristiya ho ho ke chalti hai, leen ho jati hai....
to sankal se bada atmadev hai....
add a comment